aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "bed"
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahishtmakii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.ntum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
ishq-e-pechaa.n kii sandal par jaane kis din bel cha.Dhekyaarii me.n paanii Thahraa hai diivaaro.n par kaa.ii hai
mai.n bistar-e-KHayaal pe leTaa huu.n us ke paassub.h-e-azal se ko.ii taqaazaa kiye baGair
is KHvaab ke maahaul me.n be-KHvaab hai.n aa.nkhe.njab nii.nd bahut aa.egii bistar na milegaa
us naaznii.n ne jab se kiyaa hai vahaa.n qayaamgulzaar ban ga.ii hai zamiin-e-dakan tamaam
vahii taaj hai vahii taKHt hai vahii zahr hai vahii jaam haiye vahii KHudaa kii zamiin hai ye vahii buto.n kaa nizaam hai
safar karnaa hai aaKHir do palak biichsafar lambaa hai be bistar na rahiyo
nii.nd to dard ke bistar pe bhii aa saktii haiun kii aaGosh me.n sar ho ye zaruurii to nahii.n
jahaa.n teraa naqsh-e-qadam dekhte hai.nKHayaabaa.n KHayaabaa.n iram dekhte hai.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books