aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "block"
laakh roke.n ye a.ndhere miraa rasta lekinmai.n jidhar raushnii jaa.egii udhar jaa.uu.ngaa
ek rind-e-mast kii Thokar me.n hai.nshaahiyaa.n sultaaniyaa.n daaraa.iyaa.n
milaa jinhe.n unhe.n uftaadgii se auj milaaunhii.n ne khaa.ii hai Thokar jo sar uThaa ke chale
raasta roknaa maqsad nahii.n kuchh aur hai yedarmiyaa.n me.n ko.ii diivaar uThaa dene kaa
dushman kii raah rok ke baiThaa huu.n aaj mai.nduniyaa kaa raasta hai tumhaarii galii nahii.n
us se ab dasht-e-imkaa.n ke safar-hazar kaa puuchhnaa kyaajis ne raahguzar ke ghane pe.Do.n ko bhii dard-e-sar jaanaa
ko.ii palko.n se utartii raat ko roke zaraashaam kii dahliiz par ik saaya hai sahmaa hu.aa
dekh Thokar bane na taariikiiko.ii soyaa hai paa.nv phailaa kar
hashr kii dhuum hai sab kahte hai.n yuu.n hai yuu.n haifitna hai ik tirii Thokar kaa magar kuchh bhii nahii.n
jhuuT bhii sach kii tarah bolnaa aataa hai useko.ii luknat bhii kahii.n par nahii.n aane detaa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books