aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "book"
ye kis pe ta.aviiz kar rahe ho ye kis ko paane ke hai.n vaziifetamaam chho.Do bas ek kar lo jo istiKHaara to mai.n tumhaaraa
ai mirii gul-zamii.n tujhe chaah thii ik kitaab kiiahl-e-kitaab ne magar kyaa tiraa haal kar diyaa
jasta jasta pa.Dh liyaa karnaa mazaamiin-e-vafaapar kitaab-e-ishq kaa har baab mat dekhaa karo
vo ajab gha.Dii thii mai.n jis gha.Dii liyaa dars nusKHa-e-ishq kaaki kitaab aql kii taaq par juu.n dharii thii tyuu.n hii dharii rahii
vo ik kitaab jo mansuub tere naam se haiusii kitaab ke andar kahii.n kahii.n huu.n mai.n
bahut se log ki jo harf-aashnaa bhii nahii.nisii me.n KHush hai.n ki terii kitaab rakhte hai.n
kal merii ek pyaarii sahelii kitaab me.nik KHat chhupaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
mus.haf-e-dil pe ajab ra.ngo.n me.nek tasviir banaa kartii hai
thaa zabt bahut mushkil is sail-e-ma.aanii kaakah Daale qalandar ne asraar-e-kitaab aaKHir
anaa-parast hai itnaa ki baat se pahlevo uTh ke band mirii har kitaab kar degaa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books