aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "brand"
hai sabr jinhe.n talKH-kalaamii ko tumhaariisharbat hii bataate hai.n sam kah nahii.n sakte
pahle hii kyaa kam tamaashe the yahaa.nphir na.e manzar uThaa laayaa huu.n mai.n
diivaar o saqf o baam na.e lag rahe hai.n sabye shahr chand roz mai.n kitnaa badal gayaa
na.ii-navelii kaliyaa.n khiltii rahtii hai.nphuulo.n kaa murjhaanaa chaltaa rahtaa hai
apnii aaGosh-e-ravaa.n me.n Gusl kar lene de yaarGusl kar ke ik na.e insaan ho jaate hai.n ham
abhii baaqii sharm tho.Dii hayaa haisuKHan apnaa ki dekho sab nayaa hai
aadmii hai to aadmii hii rahaadmiyyat ko daaGdaar na kar
na.ii-navelii zamiino.n kii so.ndhii KHushbuu me.nvo chaa.ndnii hai ki jis me.n ko.ii nahaayaa nahii.n
Gam hai ki musalsal usii shiddat se hai jaariiyuu.n kahne ko is umr kaa har lamha nayaa hai
ek aa.ndhii hai ki kartii hai adaavat har dinek mash'al hai ki duniyaa se vafaa kartii hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books