aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "burst"
jis tarah ha.ns rahaa huu.n mai.n pii pii ke garm ashkyuu.n duusraa ha.nse to kaleja nikal pa.De
vafaa kaisii kahaa.n kaa ishq jab sar pho.Dnaa Thahraato phir ai sang-dil teraa hii sa.ng-e-aastaa.n kyuu.n ho
mujh ko ban.naa pa.Daa shaa.ir ki mai.n adnaa Gam-e-dilzabt bhii kar na sakaa phuuT ke royaa bhii nahii.n
nahii.n ye hai gulaal-e-surKH u.Dtaa har jagah pyaareye aashiq kii hai um.Dii aah-e-aatish-baar holii me.n
khilnaa kam kam kalii ne siikhaa haius kii aa.nkho.n kii niim-KHvaabii se
chhiintaa ho jab tumhaaraa haq ko.ii us vaqt toaa.nkh se aa.nsuu nahii.n sho.ala nikalnaa chaahiye
mai.n chup rahuu.n kabhii be-vaj.h ha.ns pa.Duu.n 'mohsin'use ga.nvaa ke ajab hausle talaash karuu.n
Duubne vaale kii mayyat par laakho.n rone vaale hai.nphuuT phuuT kar jo rote hai.n vahii Dubone vaale hai.n
zikr aa.e to mire lab se du.aa.e.n nikle.nsham.a jaltii hai to laazim hai shu.aa.e.n nikle.n
unhe.n khilnaa sikhaataa huu.n mai.n 'faaris'gulaabo.n kaa suhuulat-kaar huu.n mai.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books