aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "button"
kyaa bhalaa saaGar-e-sifaal ki hamnaaf-pyaale ko jaam kar rahe hai.n
haa.e 'jaun' us kaa vo piyaala-e-naafjaam aisaa ko.ii milaa hii nahii.n
ham se chhinaa hai naaf-piyaala tiraa miyaa.ngoyaa azal se ham saf-e-lab-tishnagaa.n ke the
arGavaanii thaa vo piyaala-e-naafham jo the urGavaaniya.n the ham
jaanii mai.n tere naaf-piyaale pe huu.n fidaaye aur baat hai tiraa paikar bhii kuchh nahii.n
us shikam-raqs-gar ke saa.il honaaf-pyaale kii tum ataa maa.ngo
vo nahii.n milii ham ko hook button saraktii jiinzip ke daa.nt khulte hii aa.nkh se girii cholii
mushkii.n libaas-e-kaaba alii ke qadam se jaannaaf-e-zamiin hai na ki naaf-e-Gazaal hai
merii ik shirt me.n kal us ne baTan Taa.nkaa thaashahr ke shor me.n chuu.Dii kii khanak aaj bhii hai
halqa kii naaf-e-yaar ke taa'riif kyaa karuu.ngol aisaa daa.era nahii.n parkaar ne kiyaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books