aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "cake"
baa.nT Daale aise ham ne dil ke Tuk.De kaaT karjanm-din pe baa.nTte hai.n cake jaise kaaT kar
abhii bujhaa.o na candle na cake kaaTo abhiikuchh aur der miraa pichhlaa saal mat chhiino
matl.a Gazal kaa Gair zaruurii kyaa kyuu.n kab kaa hissa haizindagii chokleT cake hai tho.Daa tho.Daa sab kaa hissa hai
cake biscuit khaa.e.nge ulluu-ke-paTThe raat dinaur shariifo.n ke liye aaTaa giraa.n ho jaa.egaa
aa.o kaaTe.n cake ko imsaal bhiiaa.nsu.o.n kii is bharii barsaat me.n
dostii me.n tirii bas ham ne bahut dukh jhelekaun nit uTh ke mirii jaan ye paapa.D bele
ain mumkin hai ko.ii TuuT ke chaahe 'saaqii'kabhii ek baar palaT kar to javaanii aa.e
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books