aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "cat"
raasta kaaT kar ga.ii billiipyaar se raasta agar dekhaa
avaamunnaas ko aise dabochaa hai giraanii neki jaise cat ke panje me.n ko.ii rat hotaa hai
diida-e-gurba se kyaa phuuTii shu.aa-e-jaa.n-guzaapha.Dpha.Daayaa tak nahii.n zinda kabuutar jam gayaa
gard ke laDDuu pe.De gande bachche khaa.e.nraanii billii duudh jalebii khaatii hai
nafrat naam kii is naalaa.eq billii neKHuun hamaaraa sadiyo.n chaaTaa hai bhaa.ii
ruu-e-suKHan hai us kaa KHariidaar kii tarafqassaab de rahaa hai jo billii ko gaaliyaa.n
mai.n jaantaa huu.n mujhe kis kaa saath denaa haimai.n billii ban ke to diivaar par nahii.n chaltaa
taaqat ke aage garba-e-miskii.n kii myaa.un myaa.unnaa-taaqatii ko dekh ke panja nikaaliye
mai.n gaahe-gaahe qazaa se aage qadam ba.Dhaa.e guzar rahaa huu.nki chuuhaa billii se tez-rau me.n KHudii se aage nikal rahaa hai
hamaare paaltuu tote ko billii kar ga.ii zaKHmiimire bachcho.n kii is Gam ne sharaarat rok rakkhii hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books