aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "censorship"
vo bhii chup-chaap hai is baar ye qissa kyaa haitum bhii KHaamosh ho sarkaar ye qissa kyaa hai
america me.n T-V-chanel chupke se dar aa.e thechal nikle to urdu ke sab aKHbaaro.n ko maar diyaa
chup chup rahnaa Thiik nahii.n haibaat ba.Dhegii charchaa hogaa
saa.nse.n letii tasviiro.n ko chup lag jaa.egiisaare naqsh karishmo.n se aarii ho jaa.e.nge
aapsii baato.n ko aKHbaar nahii.n hone diyaaham ne ye kamra havaa-daar nahii.n hone diyaa
sachchaa.ii zabaa.n kaaT ke chup-chaap kha.Dii haishohrat kii bulandii pe hai.n aKHbaar munaafiq
zinda haqiiqato.n ko chhupaayaa na jaa.egaahar vaaqi.a fasaana banaayaa na jaa.egaa
band kar T v kii KHabre.n be-KHabarchal ko.ii column sunaa aKHbaar se
chashm-e-jahaa.n se haalat-e-aslii chhupii nahii.naKHbaar me.n jo chaahiye vo chhaap diijiye
kis qayaamat kii KHabar aane ko haigaa.nv ke chaupaal chup aKHbaar chup
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books