aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "chaman"
kyaa biit ga.ii ab ke 'faraaz' ahl-e-chaman paryaaraan-e-qafas mujh ko sadaa kyuu.n nahii.n dete
kyaa jaane.n ve murGaan-e-giraftaar-e-chaman kojin tak ki ba-sad-naaz nasiim-e-sahar aave
log samjhe the ye inqilaab aate hii nazm-e-kohna chaman kaa badal jaa.egaaye KHabar kis ko thii aatish-e-gul se hii tinkaa tinkaa nasheman kaa jal jaa.egaa
baaG tujh bin gul-e-nargis se Daraataa hai mujhechaahuu.n gar sair-e-chaman aa.nkh dikhaataa hai mujhe
hamrah-e-Gair mubaarak unhe.n gul-gasht-e-chamansair ham ko bhii mayassar hai bayaabaano.n kii
hubaab-e-lab-e-juu hai.n ai baaGbaa.n hamchaman ko tire ko.ii dam dekhte hai.n
sochaa bhii tum ne dasht chaman kaise ban gayaamehnat kaa ye araq ye pasiinaa nahii.n to kyaa
asiir-e-band-e-zamaana huu.n saahabaan-e-chamanmirii taraf se gulo.n ko bahut du.aa kahiye
sayyaad-o-nigahbaan-e-chaman par hai ye raushanaabaad hamii.n se hai nasheman bhii qafas bhii
chaman kii yaad aa.ii dil bhar aayaa aa.nkh bhar aa.iijahaa.n bolaa ko.ii gulshan me.n baaqii hai bahaar ab tak
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books