aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "conference"
sunaa hai aaj kaa mauzuu-e-majlis-e-tanqiidvo sher hai ki abhii mai.n ne jo kahaa bhii nahii.n
tumhe.n umr bhar kaa hai tajraba ko.ii mashvarako.ii mashvara ai shikastagaa.n mai.n udaas huu.n
ye bhii mumkin hai ki lahja hii salaamat na rahemajlis-e-shahr bhii ab shahr ke baazaar me.n hai
kyaa iKHtiyaar apnaa majbuuriyo.n pe dil kiimaanaa ki mashvara hai naaseh kaa muKHlisaana
dilkash bahut hai tark-e-ta.alluq kaa mashvaraKHud par magar ye turfa-sitam ho to kis tarah
mashvara kar ke ye dil kuucha-e-jaanaa.n ko chalaaazm to laane kaa kiijo mai.n machal jaa.uu.ngaa
jab bichha.Dne kaa faisla kiyaa thaaham ne aapas me.n mashvara kiyaa thaa
jab tarannum kii miizaan me.n fan tule ahl-e-fan ke liye mashvara hai miraasang-e-idraak se apnaa sar pho.D le.n aap me.aar me.aar karte hu.e
baat rakhne kaa mauqa' diyaa jaa.egaabhii.D uTh jaa.egii tab kahaa jaa.egaa
yahaa.n charchaa bahut hai raushnii kaaujaalaa hai magar kuchh phiikaa phiikaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books