aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "congress"
vo bisaat-e-sher-o-naGma ratjage vo chahchahephir vahii mahfil sajaa de zindagii ai zindagii!
ye be-zabaano.n kii mahfil hai dost yaad raheyahaa.n KHamoshii kaa matlab zabaan denaa hai
mahfil kii mahfil hai Gamgii.nkis kis kaa dil shaad karoge
karo va.ada ki tum aa.oge is mahfil ko jaa.n denesajaa.e.nge kabhii jo dil kii mahfil ham zamaane me.n
ai sham.a dilbarii tirii mahfil se baar-haale kar uThe hai.n soz-e-Gam-e-kaa.enaat ham
terii izzat mahfil mahfilmai.n shaa.ir aavaara rusvaa
bataa.e kaun ye ahl-e-KHirad se mahfil me.nchaman hai kis ke liye KHaar-zaar kis kaa hai
taaro.n kii bazm ho vo yaa ho gulo.n kii mahfilhar ek anjuman hai un kaa hii jalva-KHana
sham.a jale hai mahfil mahfil KHaak-basar parvaana haiis duniyaa me.n dard paraayaa sach hai kis ne jaanaa hai
dahakne do abhii daaGo.n se mahfilchhalakne do abhii paimaana-e-Gam
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books