aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "counter"
kis tarah kaaTe ko.ii shab-haa-e-taar-e-barshigaalhai nazar KHuu-karda-e-aKHtar-shumaarii haa.e haa.e
vo jis ko dekh ke bachche bhii saare chho.D ga.emai.n ek TuuTaa khilaunaa kisii duukaan me.n huu.n
likhaa jo mushk-e-KHataa zulf ko to bal khaa karkahaa KHataa kii jo ye harf-e-naa-savaab likhaa
mai.n laa-javaab hu.ii yuu.n kuchh us kii baato.n semire savaal pe us ne savaal rakkhaa hai
javaab maa.ngaa to ulTaa savaal karne lagehamaare ahd ke bachche kamaal karne lage
hai mariiz-e-'ishq to mahbuub ke pahluu me.n jaais maraz kii to davaa miltii nahii.n 'attaar par
ik nihattaa aadmii tadbiir sekyaa la.De taqdiir kii shamshiir se
machaa hu.aa hai badan me.n lahuu kaa vaavailaakahii.n se ko.ii kumak laa.o zahr kaarii hai
jhuk ga.e sar sabhii ke to aaKHir mujhepesh-e-teG-e-sitam sar uThaanaa pa.Daa
haath uThaa.e du.aa-e-bad ke liyezarf-e-nail-e-maraam dekh liyaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books