aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "degree"
aagahii daam-e-shuniidan jis qadar chaahe bichhaa.emudda.aa anqaa hai apne aalam-e-taqriir kaa
tez hai aaj dard-e-dil saaqiitalKHi-e-mai ko tez-tar kar de
dil bhii zor-aazmaa.ii se haaraa nahii.ngarche har martaba maat hotii rahii
har martaba aataa hai mah-e-nau kii tarah tuuis baar zaraa merii shab-e-Gam kii tarah aa
saaqiyaa hifz-e-maraatib kaa zaraa dhyaan raheaisaa lagtaa hai ki me.aar se kam hai.n ham hai.n
har baar yaas hijr me.n dil kii hu.ii shariikhar martaba umiid ne dhokaa diyaa mujhe
falak kii tarah jafaa.e.n na kiijiye har rozisii qadar hai ye ne.amat jo gaah gaah mile
is darja na betaab ho ai shauq-e-shahaadathai miyaan me.n us shoKH kii shamshiir abhii tak
dil pe vo vaqt bhii kis darja giraa.n hotaa haizabt jab daaKHil-e-fariyaad-o-fuGaa.n hotaa hai
jo tere baaG me.n mazduuriyaa.n kare.n 'amjad'khile.n vo phuul bhii ik martaba jo tuu chaahe
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books