aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "depression"
afsurdagii o zo.af kii kuchh had nahii.n 'akbar'kaafir ke muqaabil me.n bhii dii.n-daar nahii.n huu.n
bahut pahle se afsurda chale aate hai.n ham tobahut pahle ki jab afsurdagii hotii nahii.n thii
afsurda na thaa aisaa ki juu.n aab-zada KHaakaa.ndhii thii balaa thaa ko.ii aashob-e-jahaa.n thaa
tum apne dukh pe akele nahii.n ho afsurdatumhaare chaahne vaale bhii sog karte hai.n
fasurdagii kaa mudaavaa kare.n to kaise kare.nvo log jo tire qurb-e-jamaal se bhii Dare.n
gaa.nv aa kar jo apnaa ghar dekhaadil ko aazurda kis qadar dekhaa
isii giraanii-e-shab kii dabiiz chaadar senumuud-e-sub.h kaa manzar zaruur niklegaa
raato.n ke KHauf din kii udaasii ne kyaa diyaasaaye ke taur leT ke chalnaa sikhaa diyaa
mujh ko kamre kii diivaar khi.Dkii calender samajhte the basaur ko.ii nahii.n jin se mai.n apnii afsurdagii baa.nTtaa
ehsaas-e-KHushii miT jaataa hai afsurda tabii.at hotii haidil par vo gha.Dii bhii aatii hai jab Gam kii zaruurat hotii hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books