aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "duty"
thak-haar ke baiThe hai.n sar-e-kuu-e-tamannaakaam aa.e to phir jazba-e-naakaam hii aa.e
chho.D kar us ko tirii bazm se kyuu.nkar jaa.uu.nik janaaze kaa uThaanaa hai uThaanaa dil kaa
hukm karnaa bhii ik saKHaavat haiham ko KHidmat ko.ii bataayaa karo
pahle haqiiqato.n hii se matlab thaa aur abek aadh baat farz bhii karne lagaa huu.n mai.n
miraa to farz chaman-bandi-e-jahaa.n hai faqatmirii balaa se bahaar aa.e yaa KHizaa.n guzre
ho gayaa farz mujhe shauq kaa daftar likhnaajab mire haath ko.ii KHaama-e-faulaad aayaa
kaasa-e-shaam me.n suuraj kaa sar aur aavaaz-e-azaa.naur aavaaz-e-azaa.n kahtii hai farz nibhaanaa hai
mai.n ne maa.ngii thii ye masjido.n me.n du.aa mai.n jise chaahtaa huu.n vo mujh ko milejo miraa farz thaa mai.n ne puuraa kiyaa ab KHudaa hii na chaahe to mai.n kyaa karuu.n
dard kaa kahnaa chiiKH hii uTTho dil kaa kahnaa vaz.a nibhaa.osab kuchh sahnaa chup chup rahnaa kaam hai izzat-daaro.n kaa
piyaa baaj pyaalaa piyaa jaa.e naapiyaa baaj yak til jiyaa jaa.e naa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books