aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "effects"
rah ga.ii.n ik tifl-e-maktab ke huzuurhikmate.n aagaahiyaa.n daanaa.iyaa.n
bik jaate hai.n ham aap mataa-e-suKHan ke saathlekin ayaar-e-taba.a-e-KHariidaar dekh kar
faqiir-e-raah ko baKHshe ga.e asraar-e-sultaaniibahaa merii navaa kii daulat-e-parvez hai saaqii
nahii.n jaatii mataa-e-laal-o-gauhar kii giraa.n-yaabiimataa-e-Gairat-o-iimaa.n kii arzaanii nahii.n jaatii
bas vahii the mataa-e-diida-o-diljitne aa.nsuu mizha talak aa.e
mere dil par khol kitaabo.n ke asraarmerii aa.nkh ko apnii saaf nishaanii de
aaj tak tanz-e-mohabbat kaa asar baaqii haiqahqahe guu.njte phirte hai.n bayaabaano.n me.n
terii be-sabrii hai 'hasrat' KHaam-kaarii kii daliilgirya-e-ushshaaq me.n hotii hai.n taasiire.n kahii.n
'asad' zindaani-e-taasiir-e-ulfat-haa-e-KHuubaa.n huu.nKHam-e-dast-e-navaazish ho gayaa hai tauq gardan me.n
mumkin nahii.n mataa-e-suKHan mujh se chhiin lego baaGbaa.n ye kunj-e-chaman mujh se chhiin le
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books