aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "express"
mohabbat naa-samajh hotii hai samjhaanaa zaruurii haijo dil me.n hai use aa.nkho.n se kahlaanaa zaruurii hai
tirii maqbuuliyat kii vaj.h vaahid terii ramziyyatki us ko maante hii kab hai.n jis ko jaan lete hai.n
dukh fasaana nahii.n ki tujh se kahe.ndil bhii maanaa nahii.n ki tujh se kahe.n
aafat-e-rozgaar jab tum hoshikva-e-rozgaar kaun kare
kisii ke ishq-e-nihaa.n me.n ye bad-gumaanii thiiki Darte Darte KHudaa par bhii aashkaar kiyaa
har taraf diivaar-o-dar aur un me.n aa.nkho.n ke hujuumkah sake jo dil kii haalat vo lab-e-goyaa nahii.n
mai.n ek kirdaar se ba.Daa tang huu.n qalamkaarmujhe kahaanii me.n Daal Gussa nikaalnaa hai
lutf-e-mai tujh se kyaa kahuu.n zaahidhaa.e kam-baKHt tuu ne pii hii nahii.n
dard dil kaa na kahiye yaa kahiyejab vo puuchhe mizaaj kyaa kahiye
ham arz-e-vafaa bhii kar na sake kuchh kah na sake kuchh sun na sakeyaa.n ham ne zabaa.n hii kholii thii vaa.n aa.nkh jhukii sharmaa bhii ga.e
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books