aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "face"
mai.n bhii mu.nh me.n zabaan rakhtaa huu.nkaash puuchho ki mudda.aa kyaa hai
khii.nch lenaa vo miraa parde kaa konaa daf.atanaur dupaTTe se tiraa vo mu.nh chhupaanaa yaad hai
miiThii miiThii chhe.D kar baate.n niraalii pyaar kiizikr dushman kaa vo baato.n me.n u.Daanaa yaad hai
baam-e-miinaa se maahtaab utredast-e-saaqii me.n aaftaab aa.e
kal chaudhvii.n kii raat thii shab bhar rahaa charchaa tiraakuchh ne kahaa ye chaa.nd hai kuchh ne kahaa chehraa tiraa
jab vo jamaal-e-dil-faroz suurat-e-mehr-e-niim-rozaap hii ho nazaara-soz parde me.n mu.nh chhupaa.e kyuu.n
kyaa kahe.n kitne maraasim the hamaare us sevo jo ik shaKHs hai mu.nh pher ke jaane vaalaa
raKHno.n se diivaar-e-chaman ke mu.nh ko le hai chhupaa yaa'niiin suuraaKHo.n ke Tuk rahne ko sau kaa nazaara jaane hai
apne chehre se jo zaahir hai chhupaa.e.n kaiseterii marzii ke mutaabiq nazar aa.e.n kaise
vo KHvaab jo barso.n se na chehra na badan haivo KHvaab havaa.o.n me.n bikhar kyuu.n nahii.n jaataa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books