aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "far"
gaah qariib-e-shaah-rag gaah ba.iid-e-vahm-o-KHvaabus kii rafaaqato.n me.n raat hijr bhii thaa visaal bhii
kahne ko rahte ho dil me.nphir bhii kitne duur kha.De ho
us ne jaltii hu.ii peshaanii pe jab haath rakhaaruuh tak aa ga.ii taasiir masiihaa.ii kii
ye qurb kyaa hai ki yak-jaa.n hu.e na duur rahehazaar ek hii qaalib me.n Dhal ke dekhte hai.n
mat puuchh ki kyaa haal hai meraa tire piichhetuu dekh ki kyaa rang hai teraa mire aage
mere sab tanz be-asar hii rahetum bahut duur jaa chukii ho kyaa
vo ek hii chehra to nahii.n saare jahaa.n me.njo duur hai vo dil se utar kyuu.n nahii.n jaataa
kyaa dukh hai samundar ko bataa bhii nahii.n saktaaaa.nsuu kii tarah aa.nkh tak aa bhii nahii.n saktaa
giraa diyaa hai to saahil pe intizaar na karagar vo Duub gayaa hai to duur niklegaa
zindagii ke safar me.n bahut duur tak jab ko.ii dost aaya na ham ko nazarham ne ghabraa ke tanhaa.iyo.n se 'sabaa' ek dushman ko KHud ham-safar kar liyaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books