aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "fascism"
mujrim huu.n ki fascism ke saa.e me.n huu.n jiitaa'baaqar' ko bachaa lo ye sazaa mere liye hai
aisii aazaadii ab aur kahaa.n hogiiishq me.n sab karne kii ijaazat hotii hai
ishq-baazii gunaah hotii hainaujavaanii tabaah hotii hai
aaj ik haqiiqat hai.n sar-faroshiyaa.n apniivarna ham tabaahii kii daastaa.n rahe hote
dushman ke ghar se chal ke dikhaa do judaa judaaye baa.nkpan kii chaal ye naaz-o-adaa kii hai
insaaniyat ke bhes me.n 'uryaa.n darindagiishaitaaniyat kaa daur mujassam hai in dino.n
rahtii duniyaa talak ye karb-o-balaahaqq-o-baatil me.n hadd-e-faasil hai
haare hu.e ho boso.n kaa kar lo abhii hisaabfaazil hai kuchh hamaaraa hii sarkaar kii taraf
har ik fasaad zaruurat hai ab siyaasat kiihar ik ghoTaale ke piichhe vaziir rahte hai.n
jis raaz me.n shaamil hai hamaaraa bhii fasaanaus raaz ko kyaa ham pe bhii ifshaa na karoge
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books