aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "fry"
hayaat tuu bhii to dhoke se kam nahii.n lekinfareb tere liye sab se khaa rahaa huu.n abhii
ab kyaa fareb diijiye aur kis ko diijiyeab kyaa fareb khaa.iye aur kis se khaa.iye
fariiza hai so ham nibhaayaa kare.ngecharaaGo.n ko majlis me.n laayaa kare.nge
zaraa sii baat ki ham ne fareb khaayaa thaafasaana ban gayaa ye haashiya cha.Dhaane se
ham mukarrar fareb kyaa khaa.e.nlutf rahne do mehrbaa.n apnaa
fikr kar agle pa.Daav kiibaiTh faqiir ke Dere me.n
ham vo ki sadaa fareb khaa.eKHush hote rahe fareb khaa ke
fareb-e-dushmanaa.n ham khaa.e.nge kyaafareb-e-dostaa.n khaayaa bahut hai
phuus kaa ghar thaa jis ne vaqf kiyaaus ne tohfe me.n aa.ndhiyaa.n dii hai.n
kis liye khaa.e farebo.n par farebsaath detii hai.n kahii.n parchhaa.iyaa.n
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books