aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "gap"
tujh se duurii duurii kab thii paas aur duur to dhokaa hai.nfarq nahii.n anmol ratan ko kho kar phir se paane me.n
kuchh na puuchho 'firaaq' ahd-e-shabaabraat hai nii.nd hai kahaanii hai
tere jaane me.n aur aane me.nham ne sadiyo.n kaa faasla dekhaa
hamaare paas se guzrii thii ek parchhaa.ii.npukaaraa ham ne to sadiyo.n kaa faasla niklaa
tamaam umr ba.De saKHt imtihaan me.n thaavo faasla jo tire mere darmiyaan me.n thaa
hal bhii talaash kar liyaa jaa.egaa an-qariibtum is vabaa ko ba.Dhne na do faasla rakho
ba.Dhe kuchh is tarah dono.n hii dostii kii tarafki darmiyaa.n me.n nayaa faasla nikal aayaa
daamaan-e-chaak chaak-guluu.n ko bahaana thaavarna nigaah-o-dil me.n ko.ii faasla na thaa
ghumaa-phiraa ke judaa.ii kii baat kartii thiihamesha hijr ke harbe talaash kartii thii
kaun se din haath me.n aayaa mire daamaan-e-yaarkab zamiin-o-aasmaa.n kaa faasla jaataa rahaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books