aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "gear"
gerve kap.De badan par haath lohe ke ka.Dele malaamat-daar suufii dar pe tere aa pa.De
ba.Dii mushkil se banvaa.e ga.e hai.ntujhe zevar jo pahnaa.e ga.e hai.n
pal-do-pal ruk pahan geru.e kap.De ham bhii saath chale.ngemaar chalii ras-bharii javaanii jogii vaalaa pheraa jogii
ko.ii Gam paa.nv kii zanjiir kahaa.n tak hogaajogiyaa pahn ke baazaar me.n ghuumaa karte
husn hai jaan-e-Gazal aur ishq iimaan-e-Gazalkaa.enaat-e-sher me.n hai KHuub saamaan-e-Gazal
zamaane se kaho kuchh saa.iqa-raftaar ho jaa.ehamaare saath chalne ke liye tayyaar ho jaa.e
yaar jise ik baar bhii tuu ne pahnaa hogahnaa jaa.e phir vo gahnaa mushkil hai
gaah pahnaa hai tujhe KHil.at-e-zarrii.n kii tarahgaah paivand ke maanind chhupaayaa hai tujhe
tujh ko gahnaa pahnaa ke mai.n dekhuu.nhaif hai ye banaav bantaa nahi.n
jise dekho Gazal pahne hu.e haibahut sastaa ye zevar vo gayaa hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books