aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "hai"
baat par vaa.n zabaan kaTtii haivo kahe.n aur sunaa kare ko.ii
hai 'muniir' terii nigaah me.nko.ii baat gahre malaal kii
kise pa.Dii hai mashaqqat vahaa.n kare ki jahaa.nkisii se maa.ng ke khaanaa bhii ik ibaadat hai
hai ajiib aalam-e-sarKHushii na shakeb hai na shikastagiikabhii manzilo.n se guzar ga.e kabhii rahguzar kii talaash hai
insaaf bhii yahii hai yahii shaan-e-husn bhiihaa.n haa.n nazar churaa.o qatiil-e-nigaah se
gila nahii.n hai jo us ne mujhe na pahchaanaalahuu-luhaan mirii zindagii kaa chehra thaa
hai saadgii to azal se hii merii fitrat me.nvo kaun hai jo mirii saadgii bhii chhiinegaa
lachak thii hii nahii.n gardan me.n apniiba.Dii mushkil se ik sajda hu.aa hai
khulaa kuchh na mujh par na aane kaa manshaajihat kuchh to farmaa.iye kyaa sabab hai
phir hai tire karam kii zaruurat nigaah-e-dostaavaaz dii hai mujh ko Gam-e-rozgaar ne
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books