aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "havas"
us se 'havas' milnaa mushkil thaa par vo ham se duur na theun kii hii tasviir se har-dam apnaa jii bahlaate the
dukh pahu.nche jo kuchh tum ko tumhaarii ye sazaa haikyuu.n us ke 'havas' aashiq-e-jaa.n-baaz hu.e tum
nahii.n baar yaziid-e-bul-havas kuu.nzaalim kii galii hai karbalaa na.ii.n
aashnaa ko.ii nazar aataa nahii.n yaa.n ai 'havas'kis ko mai.n apnaa aniis-e-kunj-e-tanhaa.ii karuu.n
bazm-e-hastii me.n tuu baiThaa hai 'havas' kyaa Gaafilkuchh jo karnaa hai tuu kar umr chalii jaatii hai
jo.Dnaa un kaa nihaayat ai 'havas' dushvaar thaadil ke Tuk.De dekh mere shiishagar ne kyaa kahaa
nit jii hii jii me.n ishq ke sadme uThaa.iyoshikve kii baat mu.nh pe 'havas' tum na laa.iyo
is me.n ziyaa.n hai jaan kaa suntaa hai ai 'havas'zinhaar baar-e-ishq na sar par uThaa.iyo
kaam apnaa to tamaam kiyaa yaas ne 'havas'jii ishtiyaaq-e-KHanjar-e-qaatil me.n rah gayaa
kyuu.nkar na 'havas' jaave sadqe falak-e-niiliiniilam hii kaa sab gahnaa jab yaar pahan nikle
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books