aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "house"
hai nasiim-e-bahaar gard-aaluudKHaak u.Dtii hai us makaan me.n kyaa
na jaane kab tire dil par na.ii sii dastak homakaan KHaalii hu.aa hai to ko.ii aa.egaa
ko.ii dam kaa mehmaa.n huu.n ai ahl-e-mahfilcharaaG-e-sahar huu.n bujhaa chaahtaa huu.n
aa.ina dekh kar tasallii hu.iiham ko is ghar me.n jaantaa hai ko.ii
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufrka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa haipahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise
vo havaa.o.n kii tarah KHaana-ba-jaa.n phirtaa haiek jho.nkaa hai jo aa.egaa guzar jaa.egaa
kaun is ghar kii dekh-bhaal kareroz ik chiiz TuuT jaatii hai
shor barpaa hai KHaana-e-dil me.nko.ii diivaar sii girii hai abhii
mai.n khule dar ke kisii ghar kaa huu.n saamaa.n pyaaretuu dabe-paa.nv kabhii aa ke churaa le mujh ko
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books