aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "humorous"
sabhii se ham adab se aur ha.ns ke baat karte hai.nhame.n is se ziyaada bas adaakaarii nahii.n aatii
kaun suntaa hai bhikaarii kii sadaa.e.n is liyekuchh zariifaana latiife yaad kar lete hai.n ham
zindagaanii kaa ye pahluu kuchh zariifaana bhii haiya.anii us kii har haqiiqat ek afsaana bhii hai
ham se thaa ibaarat KHanda-e-gul har baat pe aa jaatii thii ha.nsiiab azmat-e-girya ham se hai rone ko bahaana kaafii hai
aise hii hans kar dil rakh lovaise to armaan bahut hai.n
jin me.n ho zahriilaa-panaisii baate.n ha.ns kar Taal
bahut masruur hai.n vo chhiin kar dil kaa sukuu.n 'unvaa.n'hujuum-e-Gam me.n bhii mujh ko ha.nsii aa.ii to kyaa hogaa
tum is haalat ko kyaa jaano na jaano hii to achchhaa haiha.nsii jab aa ke ho.nTo.n par fuGaa.n ma.aluum hotii hai
jab kisii aashiq ne kuchh haal-e-pareshaanii kahaaha.ns diye mu.nh pher kar zulf-e-pareshaa.n kii taraf
kuchh ha.nsii-khel chaah hotii haisaKHt mushkil nibaah hotii hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books