aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "india"
kyaa puuchhte ho naam-o-nishaan-e-musaafiraa.nhindostaa.n me.n aa.e hai.n hindostaa.n ke the
tiin sau saal se hai.n hind ke mai-KHaane bandab munaasib hai tiraa faiz ho aam ai saaqii
urdu hai jis kaa naam hamii.n jaante hai.n 'daaG'hindostaa.n me.n dhuum hamaarii zabaa.n kii hai
diyaa 'iqbaal' ne hindii musalmaano.n ko soz apnaaye ik mard-e-tan-aasaa.n thaa tan-aasaano.n ke kaam aayaa
havaa ho aisii ki hindostaa.n se ai 'iqbaal'u.Daa ke mujh ko Gubaar-e-rah-e-hijaaz kare
'aniis' bech ke jaa.n apnii hind se niklojo tosha-e-safar-e-karbalaa nahii.n rakhte
sar-zamiin-e-hind par aqvaam-e-aalam ke 'firaaq'qaafile baste ga.e hindostaa.n bantaa gayaa
yuu.n daad-e-suKHan mujh ko dete hai.n iraq o paarasye kaafir-e-hindi hai be-teG-o-sinaa.n KHuu.n-rez
aaj magar ik naar ko dekhaa jaane ye naar kahaa.n kii haimisr kii muurat chiin kii gu.Diyaa devii hindostaa.n kii hai
hindostaan saaya-e-gul paa-e-taKHt thaajaah-o-jalaal-e-ahd-e-visaal-e-butaa.n na puuchh
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books