aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "information"
juz naam nahii.n suurat-e-aalam mujhe manzuurjuz vahm nahii.n hastii-e-ashiyaa mire aage
kyaa KHabar thii jo mirii jaa.n me.n ghulaa hai itnaahai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa
mujh ko rone kaa saliiqa bhii nahii.n hai shaayadlog ha.nste hai.n mujhe dekh ke aate jaate
KHayaal hai KHaandaan ko ittilaa.a de duu.njo kaT gayaa us shajar kaa shajara nikaalnaa hai
shaiKH aayaa thaa mohtasib ko liyemai.n ne bhii un kii vo KHabar lii hai
aagaah apnii maut se ko.ii bashar nahii.nsaamaan sau baras kaa hai pal kii KHabar nahii.n
tujh se to kuchh kalaam nahii.n lekin ai nadiimmeraa salaam kahiyo agar naama-bar mile
KHabar un ko ab tak nahii.n mar miTe hamdil-e-zaar kaa maajraa kahte kahte
us ko aur Gair ko KHabar hii nahii.nham lagaa.ii bujhaa.ii karte hai.n
na ko.ii ohda na degree na naam kii taKHtiimai.n rah rahaa huu.n yahaa.n meraa ghar bataataa hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books