aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "jan"
ai january tuu kisii se ye baat mat kahnaako.ii milaa thaa december kii sard raato.n me.n
jaan halkaan hu.ii jaatii haibaar saa baar hai kyaa honaa hai
bhale hii ham ne december guzaar Daalaa haiabhii to saamne aa.egaa january kaa mahaaz
ye january kaa mahiina bhii kaT gayaa 'hairat'KHudaa ke fazl se kal ek farvarii hogii
january me.n kabhii december me.nzikr teraa tamaam saal rahaa
ye barf-zaar-e-mohabbat ye january kaa sukuuthazaar ishq ju.De hai.n isii mahiine se
merii fikre.n harii-bharii karnaais december ko january karnaa
hamaare ishq kaa aayaa decembertumhaaraa ruup ab bhii january hai
yakum january hai nayaa saal haidecember me.n puuchhuu.ngaa kyaa haal hai
jaan sadqe karuu.n kyaa maal hai jaankaaT duu.n sar ko jo farmaa.iye aap
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books