aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "kamal"
mai.n to 'shaahid' bhii huu.n 'kamaal' bhii huu.nmere haq me.n Guluu karoge tum
'nadiim' daanishvaro.n kii mahfil kabhii na kuchh bhii ataa karegiichalo ki ''jaanii-pura'' jahaa.n pe vo yaar kamle bulaa rahe hai.n
aks-andar-aks aataa hai nazar mujh ko 'kamaal'kyaa kisii din aa.ine ke paar ho jaa.uu.ngaa mai.n
'kamaal' mujh ko na.ii nasl yaad rakkhegiikitaab-e-ziist kaa ik aisaa iqtibaas huu.n mai.n
'kamaal' is qatl-gaah-e-raushnii me.nhazaaro.n baar mai.n bujh kar jalaa huu.n
'kamaal' ne jo pa.Dhaa vaqt-e-qatl maqtal me.nsunaa hu.aa saa lagaa vo kalaam kis kaa hai
Gazal usii kii thii haavii tamaam Gazlo.n parvahaa.n bhii raunaq-e-bazm-e-suKHan 'kamaal' rahaa
vo aa gayaa 'kamaal' kii qiimat ke aas-paasbik jaa.uu.n apne sach kii hifaazat nahii.n karuu.n
mujh ko 'shaahid'-kamaal kahte hai.nmai.n bhii shaa.ir huu.n aur balaa kaa huu.n
raahbar raa-navardii se pareshaa.n hai 'kamaal'jis taraf jaa.e miraa naqsh-e-qadam hotaa hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books