aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "khumaar"
haath uThtaa nahii.n hai dil se 'KHumaar'ham unhe.n kis tarah salaam kare.n
tuu ne tauba to kar lii magar ai 'KHumaar'tujh ko rahmat pe shaayad bharosa nahii.n
kaise ug aayaa hai aabaadii me.n viiraana 'KHumaar'shahr ke biich ye sunsaan kha.nDar kaisaa hai
us taraf bhii kushaada haath the 'KHumaar'dasht me.n jis taraf bikhar sake na ham
'KHumaar' naam ke shaa.ir se mil chukaa huu.n mai.nudaasiyo.n ke ghane ja.ngalo.n me.n rahtaa thaa
jaulaa.ngah-e-nashaat bhii thii Gam bhii the 'KHumaar'diivaar-o-dar se shaaKH-o-shajar se nikalte ham
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books