aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "lad"
dil ye kartaa hai ki is umr kii pagDanDii parulTe pairo.n se chaluu.n phir vahii la.Dkaa ho jaa.uu.n
mujhe to yaad hai.n ab tak tumhaarii surmagii.n aa.nkhe.ntumhe.n bhii kyaa vo ik la.Dkaa salonaa yaad aataa hai
dost jis ko Dhuu.nDte phirte hai.n abmere andar kaa vo la.Dkaa mar gayaa
kahe thii ye tiflii me.n dekh us ko daayaye la.Dkaa tarah-daar paidaa hu.aa hai
jo panting me.n hasiin la.Dkii thii ya.anii tuu thiijo sar jhukaa.e udaas la.Dkaa thaa ya.anii mai.n thaa
vo ek la.Dkii jo mar rahii hai hayaa ke maarevo ek la.Dkaa jo dekhne par tulaa hu.aa hai
har la.Dkii jo lailaa hotiihar la.Dkaa diivaana hotaa
sach-much apne raa.njhe ko hii ghaa.il kar ke chho.D diyaaachchhaa-KHaasaa la.Dkaa tuu ne paagal kar ke chho.D diyaa
dhuum machii hai chhuuT rahe hai.n shahr me.n ra.ngo.n ke favvaarebiich me.n ik qasbaatii la.Dkaa sahmaa sahmaa tanhaa tanhaa
dostaa mai.n bhii kabhii mast hu.aa kartaa thaasab mujhe dekh ke kahte the ki la.Dkaa KHush hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books