aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "landscape"
ho to rahii hai koshish-e-aaraa.ish-e-chamanlekin chaman Gariib me.n ab kuchh rahaa bhii hai
baaGbaa.n hai chaar din kii baaG-e-aalam me.n bahaarphuul sab murjhaa ga.e KHaalii bayaabaa.n rah gayaa
aab kii taasiir me.n huu.n pyaas kii shiddat me.n huu.nabr kaa saaya huu.n lekin dasht kii vus.at me.n huu.n
kaun legaa sharaar-e-jaa.n kaa hisaabdast-e-imroz ke dafiino.n se
dariyaa dikhaa.ii detaa hai har ek reg-zaarshaayad ki in dino.n mujhe shiddat kii pyaas hai
be-aab o be-giyaah hai ye dil kaa dasht bhiiik nahr aa.nsu.o.n kii yahaa.n bhii bahaa.ii jaa.e
hai imtihaan kaun saa sahraa-e-zindagiiab tak jo tere KHaak-basar ne nahii.n diyaa
kahaa.n bach kar chalii ai fasl-e-gul mujh aabla-paa semire qadmo.n kii gul-kaarii bayaabaa.n se chaman tak hai
hai laala-zaar-e-ufuq se aage abhii jo dhundlaa saa ik sitaara hai isti.aarajo hogii tiira-shabii me.n raushan vo ko.ii zohra na mushtarii hai vo shaa.irii hai
dekh dasht-e-yaad kaa e.ajaaz dekhmai.n kahii.n huu.n tuu kahii.n hai ishq hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books