aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "let"
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.nye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
pa.Dii rahne do insaano.n kii laashe.nzamii.n kaa bojh halkaa kyo.n kare.n ham
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.nfaqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
ham agar manzile.n na ban paa.emanzilo.n tak kaa raastaa ho jaa.e.n
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chalechale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safarraasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
kabhii husn-e-parda-nashii.n bhii ho zaraa aashiqaana libaas me.njo mai.n ban sa.nvar ke kahii.n chaluu.n mire saath tum bhii chalaa karo
Duubte Duubte kashtii ko uchhaalaa de duu.nmai.n nahii.n ko.ii to saahil pe utar jaa.egaa
safar me.n dhuup to hogii jo chal sako to chalosabhii hai.n bhii.D me.n tum bhii nikal sako to chalo
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books