aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "loT"
tumhaare saath ye mausam farishto.n jaisaa haitumhaare baa'd ye mausam bahut sataa.egaa
raat hame.n kuchh yaad nahii.n thaaraat bahut hii yaad aa.e ho
mile hai.n yuu.n to bahut aa.o ab mile.n yuu.n bhiiki ruuh garmi-e-anfaas se pighal jaa.e
saarii duniyaa jo bhii bole sab kuchh shor-sharaaba haisab kaa kahnaa ek taraf hai us kaa kahnaa ek taraf
kisii ko gaa.nv se pardes le jaa.egii phir shaayadu.Daatii rail-gaa.Dii Dher saaraa phir dhu.aa.n aa.ii
use kisii kii mohabbat kaa e'tibaar nahii.nuse zamaane ne shaayad bahut sataayaa hai
mai.n to maqtal me.n bhii qismat kaa sikandar niklaaqur.a-e-faal mire naam kaa aksar niklaa
aa ke kabhii viiraanii-e-dil kaa tamaashaa karis jangal me.n naach rahe hai.n mor bahut
phuulo.n kaa bikharnaa to muqaddar hii thaa lekinkuchh is me.n havaa.o.n kii siyaasat bhii bahut thii
idhar udhar se ka.ii aa rahii hai.n aavaaze.naur us kaa dhyaan bahut inhimaak chaahtaa hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books