aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "major"
KHush-nuudi-e-fujjaar ke pairav hai.n yaziidiitaqliid-e-shah-e-karb-o-balaa mere liye hai
sab ek rang me.n hai.n mai-kade ke KHurd o kalaa.nyahaa.n tafaavut-e-piir-o-javaa.n nahii.n hotaa
lagaa.ii us ne jo Thokar to jii uThaa 'maa.il'nikal ke jaan phir aa.ii kuchh aisii khaa.ii choT
kaifiyat-e-shabaab se maazuur kuchh hu.ekuchh aashiqo.n ne bhii unhe.n KHud-sar banaa diyaa
musalsal tairne vaalaa bhii aksar haar jaataa haisamundar se jo bach nikle to dariyaa maar jaataa hai
Takraa ke mujh se chuur hu.ii.n saarii mushkile.nab ko.ii haadisa bhii mubaaraz-talab nahii.n
chhoTii sii ye baat sahii par khii.nche hai ye tuul miyaa.njiivan bhar kaa rog bane hai do aa.nkho.n kii bhuul miyaa.n
major ne junuu.n kii hai ye tayyaar kii palTanhaa.n dekh saf-e-KHaar-e-muGiilaan samajh kar
miraa tuu mudda.aa tuu mas.ala thiibichhaataa gar tujhe to o.Dhtaa kyaa
phir mirii raah me.n haa.il hai vahii koh-e-sukuutmai.n ne kaaTaa thaa jise tesha-e-aavaaz ke saath
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books