aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "man"
aadmii aadam kaa beTaa hai magaraadmii jo hai vo hai insaan bhii
ziist kii had hai jahaa.n tak himmat-e-mardaana haiaadmii taariiKH hai aur aadmii afsaana hai
KHudaa us ko zamaane se bachaa.eabhii ye aadmii insaan saa hai
abhii hai saKHt mehnat kii zaruuratabhii insaan kam hai.n aadmii se
bas vahii bhuumii pe insaan hai kahne laa.eqjis ko har shaKHs me.n bhagvaan nazar aataa hai
aaj apne ahd me.n ye aadmii ko kyaa hu.aaaadmii saa kuchh nahii.n hai aadmii ke baavajuud
kaarvaa.n kaarvaa.n har ik manzaraadmii aadmii magar tanhaa
kaalaa-goraa uu.nchaa-niichaa jo bhii hoaadmii vo hai ki jo insaan hai
mil to saktaa hai aadmii me.n KHudaaaadmii aadmii hii kab hai abhii
aadmii hai to aadmii hii rahaadmiyyat ko daaGdaar na kar
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books