aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "mar"
ye KHizaa.n kii zard sii shaal me.n jo udaas pe.D ke paas haiye tumhaare ghar kii bahaar hai use aa.nsu.o.n se haraa karo
apnii dariyaa.ii pe itraa na bahut ai dariyaaek qatra hii bahut hai tirii rusvaa.ii ko
nigaah-e-ahl-e-mohabbat me.n dil hai aa.iinais aa.ine ko kabhii daaG-daar mat karnaa
zaKHm aur aa.e lek mirii jaa.n KHalish na jaa.edil chiiriye jigar se na paikaa.n nikaaliye
adaavato.n kii fazaa kah rahii hai ro ro karvatan kaa chehra-e-raushan na daaG-daar karo
mire dil ke aa.ine ko na shikasta kar KHudaa-raaki udaas ho na jaa.e tiraa husn-e-KHud-numaa.ii
hai qaid-o-band sii haalat mirii rihaa.ii me.nto sochtaa huu.n KHalal Daal duu.n KHudaa.ii me.n
maartaa mauje.n samundar kaa jalaalkuchh ubhartii Duubtii parchhaa.iyaa.n
zaat se ek jang jaarii haiaur ye maa'raka ziyaada hai
taaro.n ko naqsh-e-paa-e-bashar kar rahe hai.n logkyaa ma.arka hayaat kaa sar kar rahe hai.n log
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books