aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "math"
mai.n riyaazii kii tarah lagtaa huu.n mushkil lekintho.Dii koshish se mai.n aasaan bhii ho jaataa huu.n
kab tak aaKHir baGair samjhe hu.eformule raTaa kare ko.ii
dha.Dkan dha.Dkan raqs kiyaa hai aks liyaa haialbum yaad kii dekh sa.nvarnaa haule haule
jis ko dekhaa thaa mai.n ne maqtal me.nshakl anjaanii bhii hai jaanii hai
mai-kade ke kaam dil se liijiyeKHum kaa KHum paimaana kaa paimaana hai
jitnii ne.amate.n ho.ngii KHuub DaT ke khaa.egaaphir hame.n qanaa.at kaa vo sabaq pa.Dhaa.egaa
mujhe savaal ga.Dit ke samajh nahii.n aatetire fareb ke kaise hisaab rakkhuu.ngaa
ruup matla’ ko diyaa maqta’ kaakitnii ma.akuus hai ye tarz-e-suKHan
tum pilaa.o ye kam Ganiimat haimai na.ii hai to sam Ganiimat hai
ham the m a paas interview me.n phir bhii rah ga.ematric lekin minister kaa navaasaa ho gayaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books