aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "meDal"
paas hai lafz kii hurmat kaa vagarna 'aazar'ko.ii tamGa to nahii.n miltaa Gazal-KHvaanii par
bas yuu.nhii dard kaa abr shero.n kii baarish me.n Dhaltaa gayaavaarisaan-e-suKHan! ko.ii tamGa nahii.n hai kamaanaa mujhe
ko.ii in.aam ko.ii bhii tamGasachche haqdaar tak nahii.n pahu.nchaa
aaj zaKHmo.n ko mohabbat kii ataa ke badletohfa o tamGa-e-ahbaab-shanaasii likkhuu.n
ye nahii.n hai ki navaaze na ga.e ho.n ham logham ko sarkaar se tamGa milaa rusvaa.ii kaa
dushman-e-shahr ko aage nahii.n ba.Dhne deteaur ko.ii tamGa-e-jur.at bhii nahii.n maa.ngte ham
aaKHir mujhe bhii tamGa-e-rusvaa.ii mil gayaajo khel khelne kaa na thaa khel kar rahaa
jab insaano.n ko ashraf kaa milaa tamGa to ye kahiyepahaa.Do.n aur daraKHto.n aur haivaano.n pe kyaa guzrii
tamGa pension beva bachche maayuusii tanhaa.iiek kahaanii rah jaatii hai jaa.n-baazo.n ke piichhe
maqbuuliyat ho aisii ki tum kuuch jab karohar shaKHs aa.e haath me.n tamGa liye hu.e
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books