aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "meditation"
dil ki aate hai.n jis ko dhyaan bahutKHud bhii aataa hai apne dhyaan me.n kyaa
mai.n to gum thaa tere hii dhyaan me.n tirii aas tere gumaan me.nsabaa kah ga.ii mire kaan me.n mire saath aa use bhuul jaa
soch kar us kii KHalvat-anjumaniivaa.n mai.n apnii kamii ko bhuul gayaa
ye bhog bhii ek tapasyaa hai tum tyaag ke maare kyaa jaanoapmaan rachaitaa kaa hogaa rachnaa ko agar Thukraa.oge
miraa akelaa KHudaa yaad aa rahaa hai mujheye sochtaa hu.aa girjaa bulaa rahaa hai mujhe
ham un ko soch me.n gum dekh kar vaapas chale aa.evo apne dhyaan me.n baiThe hu.e achchhe lage ham ko
kisii ke dhyaan me.n Duubaa hu.aa dilbahaane se mujhe bhii Taaltaa hai
dhyaan kii sii.Dhiyo.n pe pichhle paharko.ii chupke se paa.nv dhartaa hai
dhyaan ke aatish-daan me.n 'naasir'bujhe dino.n kaa Dher pa.Daa hai
phir kisii dhyaan ne Dere Daaleko.ii aavaara mahak yaad aa.ii
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books