aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "nag"
saadgii dekh to dil us se kare hai yaariinaaganii dekh ke jis zulf ko bal khaatii hai
dil pha.nsaa hai us ke bas me.n dekhiye kyaa ho 'nisaar'naaganii jis zulf ke ohde se bar aatii nahii.n
ye dekhnaa hai mirii baat naagavaar na hoko.ii bhii baat bataane me.n der lagtii hai
ras me.n Duubii saa.ns kii sargamnaGma naGma dha.Dkan dha.Dkan
paaras manii thii naag ke mu.nh me.n chhupii hu.iinaagin lipaT lipaT ke vo phan maa.ngtii rahii
us pe kitne naag bhii phunkaarte hai.n dekh lejis shajar ke saa.e me.n aa kar abhii leTaa hai tuu
merii aahe.n bhii naa-pasand unhe.nsabr bhii naagavaar kyaa kahnaa
hame.n bhii naGmagarii par hai naaz baat to karhame.n bhii jaa.n nahii.n pyaarii hai imtihaa.n bhii to ho
dil nikaltaa hai us ke gesuu senaaganii dekho man ugaltii hai
ishq kaa zahr us suu.n kyuu.n terenaag tujh zulf kaa jise chaTkaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books