aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "nature"
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kiijo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
aur phir aadmii ne Gaur kiyaachhipkilii kii latiif san.at me.n
tishna-e-KHuu.n hai apnaa kitnaa 'miir' bhii naadaa.n talKHii-kashdam-daar aab-e-teG ko us ke aab-e-gavaaraa jaane hai
us kii aa.nkho.n ne KHudaa jaane kiyaa kyaa jaaduuki tabii.at mirii maa.il kabhii aisii to na thii
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.nkis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n
kuchh to naazuk mizaaj hai.n ham bhiiaur ye choT bhii na.ii hai abhii
jise suurat bataate hai.n pata detii hai siirat kaaibaarat dekh kar jis tarah ma.anii jaan lete hai.n
fitrat-e-husn to ma.aluum hai tujh ko hamdamchaara hii kyaa hai ba-juz sabr so hotaa bhii nahii.n
mile jo yaar kii shoKHii se us kii bechainiitamaam raat dil-e-muztarib ko pyaar kiyaa
itnaa maanuus huu.n fitrat se kalii jab chaTkiijhuk ke mai.n ne ye kahaa mujh se kuchh irshaad kiyaa
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books