aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "options"
karuu.n kyaa chaara in aa.nkho.n kaa 'maikash'ki un ke saamne pur-nam bahut hai.n
kahii.n saaqii kaa faiz-e-aam bhii haikisii shiishe pe meraa naam bhii hai
na kuchh chaaraa chalaa laachaar chaaro.n haar kar baiThebichaare bed ne pyaare bahut tum ko bechaara hai
amiir-e-shahr se mil kar sazaa.e.n miltii hai.nis haspataal me.n naqlii davaa.e.n miltii hai.n
use ilzaam dharnaa thaa kisii parki ko.ii aur chaara hii nahii.n thaa
tum ne vaqt liyaa thaa sikka chun.ne me.nso mai.n bhii ab der se muTThii kholuu.ngaa
ham ne maanaa vafaa kare ko.iichaara-e-yaas kyaa kare ko.ii
ham bhii apnii koshish kaa aaGaaz kare.nhaath ko.ii to aa kar Daale haatho.n me.n
is liye taultii rahtii hai.n paro.n ko ruuhe.nhukm aate hii sar-e-arsh-e-ravaa.n honaa hai
darpesh qaziyye the hame.n aur bhii lekinsab chho.D ke bas kaam tumhaaraa hii kiyaa hai
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books