aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "poll"
jizya vasuul kiijiye yaa shahr ujaa.Diyeab to KHudaa bhii aap kii marzii kaa ho gayaa
ham use bhuul ga.e to bhii na puuchhaa us neham se kaafir se bhii jizya nahii.n maa.ngaa apnaa
sab se mumtaaz kiyaa merii talab ne us koab ke ushshaaq me.n jab raa.e-shumaarii hu.ii hai
har dafa mai.n savaal kartii thiiab ki bas faisla kiyaa mai.n ne
har nazar intiKHaab ho jaa.eaap apnaa javaab ho jaa.e
sab ke sab laa-javaab baiThe hai.nhai savaalo.n me.n kitnaa dam us ke
ham ne pechiida vo savaal kiyaaaap ko laa-javaab honaa thaa
ab aa.e.n yaa na aa.e.n idhar puuchhte chalokyaa chaahtii hai un kii nazar puuchhte chalo
har chehra-e-savaal se karte ho KHud savaaltum log bhii ho shahr me.n kyaa laa-javaab log
kuchh paka.D me.n nahii.nsab hu.aa saa lagaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books