aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "roT"
ik jahannum hai meraa siina bhiiaarzuu kab kii gal ga.ii hogii
ho ga.ii us gale me.n umr tamaampaas sho.ale ko KHaar-o-KHas kaa nahii.n
lo gale pa.De kaa.nTekyuu.n gulo.n kii KHvaahish kii
ushshaaq jaa.n-nisaaro.n me.n mai.n to imaam huu.nye kah ke mai.n jo us ke gale se lipaT gayaa
tamaam shahr me.n mile gale hazaar raat semagar kahii.n kisii jagah diyaa milaa nahii.n milaa
ye dekhte ho jo kaasa-e-sar Guruur-e-Gaflat se kal thaa mamluuyahii badan naaz se palaa thaa jo aaj miTTii me.n gal rahaa hai
KHuubii kaa us kii bas-ki talabgaar ho gayaagul baaG me.n gale kaa mire haar ho gayaa
kaise KHush-ra.ng huu.n KHush-zaa.eqa phal huu.n lekinvaqt par chakkhe nahii.n jaa.e.n to sa.D jaate hai.n
gale me.n Daaltaa hai hijr baahe.nudaasii mere paa.nv chuumtii hai
kisii din ye saaya bhii gal jaanaa hai garyuu.nhii dhuup me.n mai.n jo chaltaa rahuu.ngaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books