aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "rush"
tahammul ai mohabbat hijr pathriilaa ilaaqa haitujhe is raaste par tez-raftaarii nahii.n karnii
kyaa hasiin raahguzar hai ye ba.Dii lazzato.n kaa safar hai yena KHayaal-e-taKHta-o-taaj kar mirii baat sun tuu abhii na jaa
na milne kaa iraada ho to ye ayyaariyaa.n dekhohumaknaa aage ba.Dhnaa paas aanaa aur haT jaanaa
bure ko tag bhii karne aur tavaqqo nek-naamii kiidimaaG apnaa sa.nvaaro tum nahii.n hai ye KHalal achchhaa
hujuum-e-aish to in tiira-bastiyo.n me.n kahaa.nkahii.n se aah kii aavaaz bhii nahii.n aatii
'malaal' aise ka.ii log ho.nge raste me.njo tum se tez yaa aahista chal rahe ho.nge
sham.a hai gul bhii hai bulbul bhii hai parvaana bhiiraat kii raat ye sab kuchh hai sahar kuchh bhii nahii.n
sair-e-gul kartaa thaa vo aur aah betaabii se mai.nhar taraf gulshan me.n juu.n aab-e-ravaa.n dau.Daa kiyaa
ek andhii dau.D hai kis ko KHabarkaun hai kis raah par aahista chal
diida-e-hairaa.n ko ik manzar bahutyuu.n hii nazzaara na kar aahista chal
Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books