aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "sail"
abhii baadbaan ko tah rakho abhii muztarib hai ruKH-e-havaakisii raaste me.n hai muntazir vo sukuu.n jo aa ke chalaa gayaa
kashtii chalaa rahaa hai magar kis adaa ke saathham bhii na Duub jaa.e.n kahii.n naa-KHudaa ke saath
chalo ye sail-e-balaa-KHez hii bane apnaasafiina us kaa KHudaa us kaa naaKHudaa us kaa
nikal ke KHud se jo KHud hii me.n Duub jaataa haimai.n vo safiina huu.n jis ko bha.nvar me.n rahnaa hai
jaage.n to aas-paas kinaaraa dikhaa.ii dedariyaa ho pur-sukuun khulaa baadbaa.n bhii ho
vo roz bhar ke KHalaa.ii jahaaz u.Daate phire.nhame.n bhii raj ke tamasKHur u.Daanaa aataa hai
ye marhale hai.n ajab is liye samundar sehu.aa ko thaam ke mil baadbaa.n sambhaal ke mil
yaar ise aur duub jaane detho.Daa saa baadbaan baaqii hai
dostii kaa fareb hii khaa.e.naa.o kaaGaz kii naav tairaa.e.n
sabhii ko paar utarne kii justujuu lekinna baadbaa.n na samundar na kashtiyaa.n apnii
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books